5 BIG MISTAKE OF STOCK MARKET FOR BEGINNR. PART (2)
(1) Trading ek professional business hai yeh janna bhohot jaruri hai...
(2) Trade Lene se pehle apko Chart ko samajhna Ana chahiye aur jaha apka tared bane wahin pe Entry lo usse pehle nahi.
Market kuch bhi kare pure din apko apne analysis pe bane rehna hai...
(3) Risk management Money management mindset or psychology yeh sab bhot jaruri hai Ek Trader,s ko.
mera kehne ka matlab yahi hai ki Apko ek professional ki tarah market me kaam karna hai Gambling nahi karni hai...
(4) Market main apka BHAGWAN kon hai apko pata hai kon hai nahi pata hai Me batata hu
Apka Bhagwan Apka TOPLOSS hai
Ek Beginner trader ko market me jada lamba tikna hai to Stoploss system me lagana bohot jaruri hai stop-loss ko Bhagwan manna padega apko...
(5) Aap agar beginning ho market me naye ho
Apko Ek rule banana hai ek din me sirf EK hi Trade lena hai uske baad apko apna Laptop band karna hai
Aur us ek trade me kaha pe entry liya kaha pe Exist kiye kitne price pe liya apne aur kitne price pe becha apne yeh sab ek BOOK me 📝 Note karna hai please..............
Thank you for all
Comments
Post a Comment